love sms heart touching love shayari in hindi for boyfriend

Khubsoorat Hain Zindagi, Ek Khwab Ki Tarh, Jaane Kb Toot Jaaye, Kanch Ki Tarh, Mujhe Naa Bhoolna, Kisi Baat Ki Tarh, Apne Dil Me He Rakhna, Khubsoorat Yaaad Ki Tarh…|


0
love sms-heart touching love shayari in hindi for boyfriend

love sms heart touching love shayari in hindi for boyfriend heart touching love shayari in hindi for boyfriend, love heart touching shayari in hindi, heart touching shayari for girlfriend in english, love shayari in hindi for girlfriend 120, sad love shayari in hindi for girlfriend, very heart touching sad shayari,

 

love sms heart touching

 

Mere Dil K Najuk Dhadknon Ko,

Tumne Dhadkana Sikha Diiya,

Jb Se Mila Hain Pyaar Tera,

Gam Main Bi Muskrana Sikha Diiya…

*******

Ajeez Bhi Wo Hain Naseeb Bhi Wo Hain,

Dunia Ki Bhid Main Kareeb Bhi Wo Hain,

Unki Dua Se Chalti Hain Zindagi Qki,

Khuda Bhi Wo Hain Or Taqdeer Bi Wo Hain…

Roz Tera Intezaar Hota Hain,

Roz Ye Dil Bekaraar Hota Hain,

Kash K Tum Samjh Sakte Ki,

Chup Rahne Walon Ko,

Bi Kisi Se Pyaaar Hota Hain…

***********

मुस्कुराओ तुम तो Khushbu बिखर जाये,

बाते करो तो Dil मचल जाये,

Itni दिलकश है तेरी ऐडा,

की Insaan तो क्या,

खुदा भी Aap पर फ़िदा हो जाए…

read more fresh sms shayari

******

Khaamosh Raat Ke Pahlu,

Main Sitaaren Nhi Hote,

In Rukhi Aankhon Main,

Rangeen Nazaren Nhi Hote,

Hum Bhi Naa Karte Parwah,

Agar Aaap Itne Pyaaaren Nhi Hote…

*******

🔥 Recommended Hosting

Hostinger Special Offer - Save 75%

love sms heart touching love shayari

Maana Ki Aapse Roz,

Mulaakat Nhi Hoti,

Aamne Samne Kabhi,

 Baaat Nhi Hoti,

Magar Hr Subah Aapko,

Dil Se Yaaad Kr Lete Hain,

Uske Bina Humare Din,

Ki Shuruwaat Nhi Hoti….

love-sms-heart-touching-love-shayari-in-hindi-for-boyfriend1

 

Jaaati Nhi Aankhon Se Surat Teri,

Naa Jaaati He Dil Se Muhabbat Teri,

Tere jaaane Ke Baat,

Hota He Mehshus Yu,

Hume Or Bhi Jyaada,

He Zarurat Teri…

*******

love sms heart touching love shayari hindi

Muhabbat Me Karne Laga Hoon,

Uljhanon Me Jine Laga Hoon,

Deewaana To Me Tha Nhi,

Lekin Tera Deewaana Ban Ne Laga Hoon…

******

Nasheeli Aankhon Se Wo Jb Hume Dekhte He,

Hum Ghabarakar Aankhein Jhooka Lete He,

Kaun Milayen Unki Aankhon Se Aankhein,

Suna He Wo Aankhon Se Apna Bna Lete He…

*******

love sms heart touching love shayari 2022

Chupke से आकर इस Dil में उतर जाते हो,

सांसों में मेरी Khushbu बनके बिखर जाते हो,

कुछ यूँ चला है तेरे Ishq का जादू,

सोते-जागते तुम ही तुम Nazar आते हो…

read more best sad hindi shayari

********

Kabhi Sambale To Kabhi Bikhar Gaye,

Ab To Khud Me He Simat Gaye Hum,

Yun To Zamaana Kharid Nhi Sakta Humein,

Magar Pyaar Ke 2 Lafzon Se Beek Gaye Hum…

*******

Aap Khud Nhi Jaanti Aap Kitni Pyaaari Ho,

Jaaan To Hamaari Par Jaaan Se Pyaaari Ho,

Duriyo Ke Hone Se koi Fark Nhi Padta,

Aap Kal Bi Humaari Thi Aaaj Bi Humaari Ho…

********

love sms heart touching love shayari

 

Ek Sham Aati He Tumhari Yaaad Lekar,

Ek Sham Jaaati He Tumhari Yaaad Lekar,

Pr Mujhe To Us, Shaam Kaa Intezaar He,

Jo Aaye Tumhe Apne Saaath Lekar…

read more romantic good morning shayari

********

मुझको फिर वही Suhana नजारा मिल गया,

इन आँखों को, Diddar तुम्हारा मिल गया,

अब किसी और की Tamanna क्यूँ मैं करूँ,

जब मुझे तुम्हारी, Bahon का सहारा मिल गया…

********

Khubsoorat Hain Zindagi,

Ek Khwab Ki Tarh,

Jaane Kb Toot Jaaye,

Kanch Ki Tarh,

Mujhe Naa Bhoolna,

Kisi Baat Ki Tarh,

Apne Dil Me He Rakhna,

Khubsoorat Yaaad Ki Tarh…

read more latest love shayari

********

love sms heart touching

 

Taren To Dur He Phir,

Bi Chamkate He,

Badal To Dur He,

Phir Bi Barsate He,

Hum Bi Kitne Naadan He,

Aap Humare Dil Me,

He Or Hum Aapse,

Milne Ko Tarsate He…

 


Like it? Share with your friends!

0
Richa Sharma

Best Romantic Hindi Shayari- freshsmsmaza.com follow Facebook follow Twitter follow Instagram visit my website Contact my email id click here admin@freshsmsmaza.com
Choose A Format
Personality quiz
Series of questions that intends to reveal something about the personality
Trivia quiz
Series of questions with right and wrong answers that intends to check knowledge
Poll
Voting to make decisions or determine opinions
Story
Formatted Text with Embeds and Visuals
List
The Classic Internet Listicles
Countdown
The Classic Internet Countdowns
Open List
Submit your own item and vote up for the best submission
Ranked List
Upvote or downvote to decide the best list item
Meme
Upload your own images to make custom memes
Video
Youtube and Vimeo Embeds
Audio
Soundcloud or Mixcloud Embeds
Image
Photo or GIF
Gif
GIF format