dil lagane wali paheli shayari best romantic heart touching love fresh sms


0
dil lagane wali paheli shayari best romantic heart touching love fresh sms

dil lagane wali paheli shayari best romantic heart touching love fresh sms, heart touching Shayari for girlfriend, love heart touching Shayari in Hindi, heart touching Shayari of love, heart touching romantic Shayari. heart touching Shayari in Hindi for girlfriend heart touching love Shayari in Hindi for boyfriend very heart touching sad Shayari heart touching Shayari in Hindi 2 lines,

Din Raat Ek Hi…

Koi he jiska ess dil ko intezaar hain,

Khyalo me bas usi ka khyaal hain,

Khushyan me saari us par lutta dun,

Chaahat me uski me khud ko mita dun,

Kab aayega vo jiska es dil ko intezaar hain…?

******

यह शायरी भी आपके लिए बेस्ट रोमांटिक हैं

Ek Rah Par…

Zindagi Jab Kisi Do Rahon Par Aati Hain,

🔥 Recommended Hosting

Hostinger Special Offer - Save 75%

Ek Azib Si Kasamkas Mein Pad Jaati Hain,

Chunte He Hum Kisi Ek Raah Ko,

Par Dusri Raah Jindagi Bhar Yaaad Aati Hain…?

******

dil lagane wali paheli shayari best romantic heart touching love fresh sms

Aap Ek Ajnabi…

Ajnabee Ki Tarh Mile Aur Ulfat Hogai,

Aznabi Dost Aisa Mile Ki Dosti Hogai,

Sachchi Dosti Ka Irada Tha Unse Lekin,

Muje Unse Sachchi Mohabbat Hogai….?

******

Tum Mujhse…

Nafrat Bhi Pyaar Ki Buniyad Hoti Hain,

Mulakat Se Achi To Kisi Ki Yaad Hoti Hain,

Mohabat Main Faslo Ka Wazood Nahi Hota Hain,

Kyonki Dil Ki Dunia To,

Khyaalon Se Aabaad Hoti Hain…?

******

यह शायरी आपके लिए हैं इसे जरुर पढ़ें

Main Tujhe…

Aa Tujhe Pyaar Kru Bepanha Pyaar Kru,

Saamne Tujhko Bitha Kar Tera Diddar Kru,

Kya Mere Dil Ke Hai Jazbat,

Tujhhe Kya Maalooom Aajkal Ke Mere Haalat,

Tujhe Kya Maaloom Kis Kadar Kati He Meri Raaat,

Tujhe Kya Maalooom Jo Tu,

Samjhe To Tanhaai Main Izhar Kru,

Samne Tujhko Bitha Kar Tera Diddar Kru…?

******

Mujhe Tum Apna…

Meri Chaahat Ko Apni,

Mohabat Bana Kar Dekh,

Meri Hansi Ko Apne,

Hothon Par Saza Kar Dekh,

Mere Ashkon Ko Apni,

Aankhon Se Gira Kar Dekh,

Meri Bachaniyon Ko Apne,

Dilme Basa Kar Dekh,

Mohabat Ek Haseen Taufa He,

Kabhi Mohabat Ko Is Tarha Bhi Nibha Kar Dekh…?

******

यह भी शायरी पढ़ें : best romantic good night hindi shayari

Tujhe Mohabat…

Mohabbat Hogi Jinse,

Unse Shikaayat Kya Hogi,

Jubaan Tak Baat Jo Aayi Yakeenan,

Wo Meri Dua Hogi,

Agar Wo Ruthe He Mujhse,

To Shayad Meri Hi Koi Khata Hogi…?

******

dil lagane wali paheli shayari best romantic heart touching love fresh sms

Gulab Ho Tum…

Gulabon Ki Tarh Muskrate Rahna,

Par Gulab Banne Ki,

Chaahat Kabhi Na Karna,

Kyonki Khushbu Gulab Ka Naseeb Hain,

Or Murjhana Uski Kismat Hain…?

******

Aapki Aankhen…

Humari Aankhon Main Paani Bahut Hain,

Is Duniya Main Beimani Bahut Hain,

Mohabat Hamne Bi Ki He Hamse Puchho,

Mohabat Main Preshani Bahut Hain…?

******

 


Like it? Share with your friends!

0
Richa Sharma

Best Romantic Hindi Shayari- freshsmsmaza.com follow Facebook follow Twitter follow Instagram visit my website Contact my email id click here admin@freshsmsmaza.com
Choose A Format
Personality quiz
Series of questions that intends to reveal something about the personality
Trivia quiz
Series of questions with right and wrong answers that intends to check knowledge
Poll
Voting to make decisions or determine opinions
Story
Formatted Text with Embeds and Visuals
List
The Classic Internet Listicles
Countdown
The Classic Internet Countdowns
Open List
Submit your own item and vote up for the best submission
Ranked List
Upvote or downvote to decide the best list item
Meme
Upload your own images to make custom memes
Video
Youtube and Vimeo Embeds
Audio
Soundcloud or Mixcloud Embeds
Image
Photo or GIF
Gif
GIF format