Aankho par dard bhari ghazal, बहुत ही दर्द भरी गजल, rula dene wali ghazal


0
aankho par dard bhari ghazal

Aankho par dard bhari ghazal, बहुत ही दर्द भरी गजल, rula dene wali ghazal

Namsakar dosto aapko swagat hai. Mere blog par aaj mai aapke lekar aayi hoon. Aankho par dard bhari ghazal. Dil jab tootata hai to aawaz nahi aati hai. Bas dil hay nikal jati hai. Kisine kisi ka dil dukhaya ya kisine kisi ka dil tod diya. Best dard bhari shayari ghazal hai. Aap logo ko yah jarur pasand aayegi. रुला देने वाली नजम. रुला देने वाली शायरी. गम भरी गजल. तुम मेरे बाद मोहब्बत को तरस जाओगे. दर्दीली गजल. रुला के गया इश्क तेरा. ghazal gam bhari ghazal. बहुत ही दर्द भरी गजल. rula dene wali ghazal.

 

 

 

Aankho par dard bhari ghazal,

Neend Toot Gai Or Dil Bikhr Gaya,

Vade Se Apne Khwab Jab Mukar Gaya,

Mauzo Ko Sahil Par Tadpte Dekha,

🔥 Recommended Hosting

Hostinger Special Offer - Save 75%

Aankhe Itna Roi Ke Dil Bhar Gaya,

Kar Baitha Kitne Sawal Aaina,

Jab Milane Us Se Nzr Mai Ghar Gaya,

Labon Par Alfaz Sare Thitur Gaye,

Sard Khyal Kareeb Se Jab Guzar Gaya,

Likhi Gazal To Mila Sukoon Kuch Aisa,

Karz Jaise Apna Koi Utr Gaya….!!

********

Rula Ke Gaya Ishq Tera,

Apne Hathon Kee Lakiron Mai Basa Lo Mujhko,

Mai Hun Tera Nasib Apna Bana Lo Mujh ko,

Mujh Se Too Puchne Aayi He Wafa Ke Maaine,

Yah Teri Sada Daily Mar Na Dale Mujhko,

Khud Ko Mai Baant Na Dalun Kahi Taar-Taar,

Kar Dia Tune Agr Mere Hawale Mujhko….!!

********

dard bhari ghazal,

Hans Ke Farmate Hai Wo

Hans Ke Farmate Hai Wo Dekh Kar Halt Meri,

Q Tum Aasan Samjhte The Mohabbat Meri,

Marne Ke Bhi Chhodi Na Rafakat Meri,

Meri Turbat Se Lagi Baithi He Hasrat Meri,

Me Ne Aagosh-E-Tasvar Mai Bhi Khincha Ta Kaha,

Pees Gayi Pees Gayi Be-Dard Najaqat Meri,

Yaar Pehlu Mai He Tanhai He Kehdon Nikle,

Aaj Q Dil Mai Chipi Baithi He Hasrat Meri,

Aaina Subh-E-Shab-A-Wasal Jo Dekha Ta Kaha,

Dekh Zalim Yahi Thi Shaam Ko Surat Meri,

Husan Or Ishq Hum Aagosh Nzr Aa Jate,

Teri Tasvir Mai Khinch Jaati Jo Heirat Meri…..!!

**********

mohabbat bhari ghazal,

Aankho Mai Raha, Dil Mai Utar Kr Nhi Dekha,

Kashti Ke Musafir Ne Samnder Nahi Dekha,

Bewaqt Agr Jaunga Sab Chauk Padenge,

Ik Umar Hue Din Mai Kabhi Ghar Nahi Dekha,

Jis Din Se Chala Hoon Meri Manzil Par Nzr He,

Aankhon Ne Kabhi Mil Ka Patthar Nani Dekha…!!

*********

Aankho ki dard bhari ghazal,

Apni Aankho Ke Samnder Mai Utar Jaane De,

Tera Gunha Gar Hun Mujhe Doob Kar Mar Jaane De,

Aiye Dost Mai Samjhunga Tujhe Bhi Apna,

Pehle Mazzi Kaa Koyi Zakhm To Bhar Jaane De,

Aag Dunia Ki Lagai Hue Bujh Jayegi,

Koi Aansu Mere Daman Par Bikhar Jaane De…!!

*********

behad dard bhari ghazal,

Yah Umar Lamho Mai Simt Jaye To Karar Aaye,

Baat Bigdi Bhi Savar Jaye To Karar Aaye,

RaateMahaki Ho Chandani Mai Yaha Barso To Kya,

Kabhi Din  Mai Bhi Surur Aaye To Karar Aaye,

Dil Dhadkata He Teri Yaad Mai Har Ghadi Mera,

Umar Bhar Aise Hi Guzar Jaye To Karar Aaye,

Aasman Chhu Kar Yaha Barsi Yah  Ghataye Aksr,

Kabhi Aasman Bhi Bars Jaye To Karar Aaye….!!

*********

duniya ki dard bhari ghazal,

Toot Jaaye Na Bharm Hoth Hilaun Kaise,

Haal Jesa Bhi He Logo Ko Bataaun Kaise,

Khushk Aankhon Se Bhi Ashkon Ki Mahk Aati He,

Mai Tere Gam Ko Zamane Se Chhupaun Kaise,

Too Hi Bata Meri Yaadon Ko Bhulane Wale,

Mai Teri Yaad Ko Is Dil Se Bhulaun Kaise,

Phool Hota To Mai Tere Dar Par Sajata Rahta,

Zakhm Lekar Teri Dahliz Par Aaun Kaise,

Too Rulata He To Rula Mujhe Jee Bhar Kar,

Teri Aankhe To Meri He Mai In Ko Rulaun Kaise….!!

*********

Aankho par dard bhari ghazal, बहुत ही दर्द भरी गजल, rula dene wali ghazal

dard bhari Aankho par ghazal,

Is Chaman Mai Udasi Bani Rah Gai,

Tum Na Aaye Teri Kami Rah Gai,

Hasarton Mai Zia Fir Bhi Afsos He,

Justzoo Duaun Kee Bachi Rah Gai,

Dil Jalane Se Fursat Kaha Thi Usko,

Shama Jo Thi Bujhi Bujhi Si Rah Gai….!!

********

More Related Search

दर्द भरी गजल 2020, Ghazal Hindi, दर्द भरी गजल हिंदी शायरी, दर्द भरी गजलें, सबसे गम भरी गजल, दर्द भरी शायरी,  दिल टूट गया, रुला देने वाली नजम, रुला देने वाली शायरी, गम भरी गजल,


Like it? Share with your friends!

0
Richa Sharma

Best Romantic Hindi Shayari- freshsmsmaza.com follow Facebook follow Twitter follow Instagram visit my website Contact my email id click here admin@freshsmsmaza.com
Choose A Format
Personality quiz
Series of questions that intends to reveal something about the personality
Trivia quiz
Series of questions with right and wrong answers that intends to check knowledge
Poll
Voting to make decisions or determine opinions
Story
Formatted Text with Embeds and Visuals
List
The Classic Internet Listicles
Countdown
The Classic Internet Countdowns
Open List
Submit your own item and vote up for the best submission
Ranked List
Upvote or downvote to decide the best list item
Meme
Upload your own images to make custom memes
Video
Youtube and Vimeo Embeds
Audio
Soundcloud or Mixcloud Embeds
Image
Photo or GIF
Gif
GIF format