Bewafa Shayari

very sad sms, heart touching poetry in urdu 2 lines sms | freshsmsmaza

very sad SMS, heart touching poetry in Urdu 2 lines SMS. ย freshsmsmaza2 line Shayari Enjoy romantic poetry, love Shayari, Sad Poetry Urdu 2 lines, Sad Poetry SMS, Heart Touching Shayari Sad Urdu Poetry, sad sms for girlfriend in Urdu, Sad SMS quotes.ย New Bewafa SMS In Urdu For Girlfriend, Best Collection of Sad SMS for Girlfriend.

ย 

very sad sms heart touching poetryย 

Wo Jo Apna Tha Hamse Hain Khafa,

Pta Nhi Kees Se Hui Thi Kya Khata,

Be-Wajaah Dil Nhi Toota Kisi Ka,

Tum The Yaa Hum The Bewafaโ€ฆ!!

*****

BEWAFAI KA SABUTโ€ฆ.

 

Us Ne Mujhe Apni Be-wafaai Ka Saboot De Deeya,

Mujhe Meri Khushiyon Ki Judaai Ka Saboot De Deeya,

Usne Dikha Diya Khumarย  Ishq-A-Wafaa Ka Anzam Kya Hota Hain,

Mujhe Dunia Ki Bhid Main,

Meri Tanhaai Ka Saboot De Deeyaโ€ฆ!!

******

Sad sms in Urdu for girlfriend

 

Dard Se Hum Ab Khel Na Sikh Gaye Hain,

Hum Bawafaai K Sath Jeena Sikh Gaye Hain,

Kya Bataayein Kees Kdar Dil Toota Hain Mera,

Maut Se Pahle Kafan Audh Kr Sona Sikh Gaye Hainโ€ฆ.!!

*****

very sad sms  heart touching poetry in urdu 2 lines sms  freshsmsmaza

ย 

One line poetry In Urdu sms

 

Aankhon Se ย Bahte Ye Ashq Nhi,

Khoon-E-Dil Ki Neeshani Hain,

Kuchh Teri Be-wafaai Ki ,

Or Kuchh ย Meri Wafaai Ki Kahaani Hain,

Kaash Aansuonย  Ke Sath Yadein Bhi Bh Jaati,

Kash Meri Khamoshi Sb Kuchh Kah Paati,

Kash Keesmat Khuda Ne Thiak Se Likhi Hoti,

To Meri Keesmat Me Pyaar Ki Kami Na Rah Jaatiโ€ฆ.!!

*****

Sad Quotes in hindi text

 

๐Ÿ”ฅ Recommended Hosting

Hostinger Special Offer - Save 75%

Mit Gaye Hai Sabhi Zakham,

Bs Nishan Baki Rh Gaya,

Sazaa Puri ho gai,

Karna Gunah Baki Rh Gayaโ€ฆ!!

*****

very sad SMS

 

Pyaar Ke Ujaale Main,

Gam Ka Andhera Kyo Aata Hain,

Jisko Hum Chaahe Wahi Kyoย  Roolata Hain,

Aiye Mere Khuda Agar Wo Mera Naseeb Nahi Hai,

To Aise Logon Se Hame Milaata Kyo Hainโ€ฆ!!

******

 

heart touching poetry in hindi SMS

 

Jo Beet Gaya Us Se Bhool Zaaย  Dil,

Jo Guzar Gaya Waqt Wo Kabhi Naa Aayenga,

Pal 2 Pal Ka Sath Dekar Sathi Chala Gaya,

Uski Yaad Main Zal Kar Too Or Bi Pachh-Tayengaโ€ฆ.!!

เค‡เคธเฅ‡ เคญเฅ€ เคชเฅเฅ‡เค‚ : sad shayari in hindi for love bewafa

*******

ย 

very sad SMS heart touching poetryย 

 

Gulaab Toh Toot Kar Bikhar Jata Hain,

Par Khushboo Hawa Main Bar-Krar Rahti Hain,

Jane Wale Toh Mil Ke Chale Jate Hain,

Par Ehasas Toh Dilon Main Bar-Krar Rahte hainโ€ฆ!!

 

*******

Apna Banana Bhool Gaye

 

Itna Roolaya Kisi Ne Mushkrana Bhool Gaye,

Dil Toda Ki Dil Lagana Bhool Gaye,

Duniya Ne Itne Dard Diya ย Rishton Ke Naam Par,

Ab Kisi Ko Apna Banana Bhool Gayeโ€ฆ!!

******

Dil Ke Dard Aansu

 

Jab kuchh Sapneyย  Adhureyย  Rh Jaate Hain,

Tb Dil Ke Dard Aansu Banker Bh Jaate Hain,

Jo Kahte Hain K Hum Sirf Aapke Hain,

Pta Nahi Wo Kaise Alvida Kah Jaate Hainโ€ฆ!!

เค‡เคธเฅ‡ เคญเฅ€ เคชเฅเฅ‡เค‚ : sad heart break sms hindi

*****

Humse Khafa Rahti ho

 

Wo Mujhe Chaahti Hain,

Pr Apna Nhi Sakti Hain,

Mujhe Bhoolane Ka Sadma Utha Nhi Sakti Hain,

Ajeeb H Uski Mohabbat Kaa Andaaz,

Khafa To Rahti Hain,

Pr Mna Nhi Sakti Hainโ€ฆ.!!

******

very sad sms heart touchingย 

 

khushboo Ne Phool Ko Khash Bnaya Hai,

Phool Ne Maali Ko Khash Bnaya Hai,

Chaahat Ne Mohabbat Ko Khash Bnaya Hai,

Kmbakhath Mohabbat Ne Kitnonย  Ko Devdaas Bnaya Haiโ€ฆ..!!

*****

Chalte Chalte Itne

 

Hume Izhar Karna Nhi Aaya,

Unhe Pyar Karna Nhi Aaya,

Hum Bs Dekhte Heย  Rh Gaye,

Or Waqt Ko Thamna Nhi Aaya,

Wo Chalte Chalte Itne Dur Chale Gaye,

Hume Unhe Rokna Bi Nhi Aayaโ€ฆ!!

เค‡เคธเฅ‡ เคญเฅ€ เคชเฅเฅ‡เค‚ : romantic good morning shayari

******

Mujhe Tum Naa

 

To Mene Raste Naa Bdle Hote,

Tum Naa Mile Hote,

Ab Sath Chhod Gaye Ho,

In Anjaane Raston Pr

Ab Main Kidhar Jaau Ab Main Kidhar Jaau..!!

ย 

Related Articles